Kitibh ya psoriasis ki safal chikitsa guranted


Psoriasis ek skin disease hai. Iska satisfied treatment allopathic me nai hai par iska ayurvedic treatment bahut labhdayak hota hai
Ayurveda me ise 2-2 name se. Jane jate hai. Jise.. Kitibh, mandala kustha, ek kustha..

Main aaj ek apna experience share karna chahati hoon.. Ek rogi tha jiska shir, chehera, chati, aur chehere par khujali bahut ho rahi thi aur gave ho gaye the
Maine unhe 1 months ki medicine dekar ghar bhej diya . Aise 1 year tak unhone pathya purvak chikitsa karai . Aur Almost thik ho gaye. Is bimari me pathya pathya (khane me aur dincharya me kya karna chahiye aur kya nahi ) ka visesh dhyan rakhna chahiye.. Nai to ye fir se ho sakata hai.
Maine Jo treatment unko Di uska details niche de rahi hoon
Chikitsa vyvastha - -

  1. Panchatikta ghruta guggul - 2-2goli..subah aur shaam ko. Pani ke saath
  2. Nimbadi choorna 2-2tsf bhojan ke baad
  3. Khadirarista, manjisthadi arka  sarivadyasava  sabhi ko mix karke 4-4tsf...uprokta choorna ke baad
  4. Charma rogadi taila ki 
  5. Malish      
Nimbadi choorna - neem ki challenge, giloya, harada, amazing, vavachi, sabhi ko 80- 80 gems vyavidanga, chakramarda, ajwayan, vacha, shewat jeera, kutaki  sandhav lavan, haridra, daruharidra, kutha pratayak 20 - 20gms sabhi ko pahle alag alag choorna bana le fir 1-3gm matra me pani ke saath le .
Charma rogadi taila - - marichadi taila 100gm  karanja taila  nimba tail tuvrak taila, 20-20ml lekar mila le..
Ye sab medicine gargantuan vanoshadhi bhandar se mangawa skate hain..
Apthaya aahaara - - namaste, mircha, khatai, chai ya tea sharab etc. Inka tyag bahut zaruri hai.. Aur chane ka adhik sevan kare.
Visesha--raktamokshana - - ye ek ayurvedic panchakarma chikitsa hai. Jaha panchakarma ki suvidha ho wo ye avashya karaye
  Is treatment ke baad purana se purana psoriasis ya kitibh dhire dhire thik ho jata hai.

Comments

Popular posts from this blog

कृमि(krimi) के कारण, लक्षण, तथा आयुर्वेदिक इलाज

Sciatica( साइटिका,गृध्रसी)का कारण तथा इलाज

नपुंसकता या impotency क्या है ?और इसे दूर करने केअचूक उपाय