Height badhane ke gharelu nuskhe

Height badhane ke gharelu nskhe aur ayurvedic treatment
1.height badhane ke liye daily gahu ke dane ke barabar chuna dahi me milakar khayen  Dahi na ho to daal ya paani ke saath le. (ye pilia ya jaundice  napunsakata, dimag tej karne, periods ki problems, kamar dard and kandhe ka dard me bi upyogi hai) note - pathari ya kidney stone me nai dena hai..
2.Ashwagandha powder 1-2tsf cow milk ke saath le.. Ye powder easily patanjali store se mil jata hai.
3.palak ki bhaji ka upyog jyada se jyada kare.. Isme bi calcium baht matra me hota hai.. Isse.. Aapki height bahut jaldi badhati hai..
4.saat me yoga and height badhane ke exercises bi kar sakate hai.. Isse aur jyada fyada hoga 

Comments

Popular posts from this blog

कृमि(krimi) के कारण, लक्षण, तथा आयुर्वेदिक इलाज

नपुंसकता या impotency क्या है ?और इसे दूर करने केअचूक उपाय

Sciatica( साइटिका,गृध्रसी)का कारण तथा इलाज